ğ™…ğ™–ğ™©ğ™žğ™£ ğ˜½ğ™žğ™£ğ™™ğ™–ğ™¡ - ❤️❤️Sujal Kashish Fan's❤️❤️ 👉👉Sujal &...

❤️❤️Sujal Kashish Fan's❤️❤️
👉👉Sujal & Pratham Dialouges👈👈
------------------------------------------------------------
Aahaa
Hmm... Kitna Samay Laga Diya Tune Aane Mein
Kaam Hi Itna Tha Ki Waqt Hi Nahi Nikal Paaya
Chal Ab Aa Toh Gaya Hain Ab
Yeh Bata Ki Kab Tak Rehne Ka Iraada Hain
Tu Bata Kaisa Chal Raha Hain
Sab Kuch? Kuch Nahi Wohi Sab Routine
Piyush Ki Khabar Mili Bahut Afsos Hua
Kashish
Uska Saamna Karne Ki Himmat Nahi Hui Mujhme
Khair Yeh Bata Ki Uska Kya Hua?
Sujal Wohi Jisse Tu Pyaar Karta Tha
Uski Shaadi Ho Gayi....!
Ohh.... Usse Kabhi Mulakaat Nahi Ki
Kabhi Nahi
Woh Ladki Aur Koi Nahi Kashish Hi Thi
Kya...? Lekin Sujal Kashish Aur Piyush
Haan Pratham Pichli Baar Jab Tu Mujhse Mila Tha Na
Maine Tujhe Kuch Nahi Bataya
Ek Ajeeb Si Kashmkash Mein Pad Gaya Tha Lekin Aaj Piyush Humare Beech Mein Nahi Hain Agar Aaj Bhi
Maine Tujhe Kuch Nahi Bataya Toh
Woh Dhokha Hoga.?
Khair Zindagi Bhi Kitni Ajeeb Hain
Aaj Mujhe Phir Usi Mod Par Laaker Khada Kar Diya Hain
Jahan Kashish Mujhe Tanha...Chodkar Gayi Thi Piyush Uski Zindagi Ka Ek Aham Hissa Ban Chuka Tha
Aur Main... Main Sirf Ek Sapna
Par Zindagi Ka Kamal Toh Dekh
Aaj Dobara Mujhe Kashish Ke Saamne Laakar Khada Kar Diya
Aur Main...Main Apne Aapko Bahut Bebas Mehsoos Kar Raha Hun
-----------------------❤❤-----------------------
ğŸ‘‰ğŸ‘‰ğŸ˜žğŸ˜žEpisode-205(Part-2)ğŸ˜žğŸ˜žğŸ‘ˆğŸ‘ˆ
--------------Kahin Toh Hoga-2------------
From:- Tanha...True Lover Jatin❤
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

Comments
Sam Solanki
Sam Solanki2 months ago

Mari favourite serial aapo bhai

Sam Solanki
Sam Solanki2 months ago

Kahiin to hoga na episode aapo bhai

Debjani Das
Debjani Das17 days ago

Next apisod plz 🌹🙏🌹

Saptamidey Saptamidey
Saptamidey Saptamidey13 days ago

My favourite rajeev aur hiten school mai jop porti thi es seriyel dekhti thi

Navneet Khan
Navneet Khan13 days ago

Bechara Sujal...